Friday, 9 September 2011

lafz

lafz nahi bayan karne ko jo mann main hai,
ehsaas koi anjana sa hai,
palkein bhichaye baithe hain intazaar main,
dastak ho shayad drawze pe.
ek sawal mann main hai,
haqeqat kya aur jhoot kya hai?
sab itna dhundla sa hai,
bas har taraf ek khamoshi bhara intazaar hai.
Najane ye kaisi talaash hai.

No comments:

Post a Comment